Posts

Showing posts from June, 2008
khwabom may hasraton ka aasman mila gaya , jaane kis ghadi may saath tumhara mil gaya zusztju thi dekhne ki aapko sach ho gaya chahey sapna may hi kyun na ho.....
faslon se duri ka ehsaas kum nahi hota yeh toh izhaare mohabat ka andaz naya hai
umar kwahishon ki yuh badhne lagi pata na tha zikra karne se aarso paane ki kum ho jaayegi samajh aaya jab apni khwahishon ko tumhare daman may dum thodte dekha
aksar har mdoh par tumhe dekhne ki adat ho chali hai, har modh par lagta hai tumne aawaz di hogi
zuban se izhar gar itna aasan hota, mohabat ke mayne samajhna itna mushkil na hota
aasma se dur shayad hoga koi aashiya, aksar suna hai logon ko makano ki baatein karte