aksar hum yahi aas may apni zindag beetadetein hain
ki kal nayi subah hogi aur humein milega naya aasman
hum aksar apni aashaon ko pura karne ke chaht may aaj main jeena bhul jaatein ahin
aas toh hoti hai ek nayi zindagi jeene ki
par kya kabhi socha hai ki itna kuch hone par humari yeh soch ahi
toh unka kya hota hoga jinki toh na apni zameen hai na hi sir chupane ke liye aasman
raston par rote bilaktein bache..kya yeh sochkar iss duniya may aaye the ki unko yeh din jeena hoga
par shayad humari ek bhook ne janam diya dusri aur yeh bhook badhti hi chali gayi..

Comments

Popular posts from this blog