chupp rehkar bol dena, naa chahkar bhi keh dena
baaton -2 may dil ki tamanayon ka izhar kar dena
aankhon -2 may pyar ka paigam de dena..
kuch jana pehchana sa toh hai..
par shayad yeh ehsaas unke liye hai ..
jo aksar mohabat ki baatein kiya kartein hain..
Comments