pehlu may har shaam ka nazara kuch haseen hota hai

aankhn ki chamak ka ujala kuch aur hota hai

har umar ke pehlu may waqt ka ehsaas naya hota hai

chalo unn sabhi lamho ko samet kar ek naya daur shuru kare

jahan na ho koi deewar mazhab ki, aur naa ho koi aashiyan bina pyaar ka

Comments

Popular posts from this blog