aasman ko dekha toh usko tanha paaya
nazaron ko jhukakar dekha toh khud ko tanha paaya
ehsaas yeh ab huya jab zindagi ka safar tanhai may guzar gaya
naa kartey itna intezar kisika aur na tanhai ka yeh aalam banta

Comments

Popular posts from this blog