kuch jhuki si palkein,Deewana bana gayin..

na chahte huye bhi apna bana gayin...


Kuch nahi keh ke bhi ..

Baut kuch keh gayi....

In palkon ki bhasha samajhna

kyun hai itna mushkil

Koi yeh kaise bataye

Kya yeh hai mumkin.....

Comments

Popular posts from this blog