kuch kehkar musukara dena ..
tumhari nayi ada toh nahi..
jaanti hoon barso pehle yeh
aada humari huya karti thi...
labon par baat aatey -2
rukh jaaya karte hai,
yeh ada tumhari pehley toh na thi..
aksar har baat ko mazak may udha dena
hoti thi yeh tumhari ada..
aaj sochkar kuch kehna tumhari ada ban gayi...
Aksar labon ko shabdo ka saath na milna
zuban par shabdo ka aate -2 rukna
yeh ada badli toh na thi..
aaj bhi yaad hai..woh shaam jab
tum kuch kehna chahtey the ..
par woh baat zuban par aakar bhi ruk gayi
tumhari nayi ada toh nahi..
jaanti hoon barso pehle yeh
aada humari huya karti thi...
labon par baat aatey -2
rukh jaaya karte hai,
yeh ada tumhari pehley toh na thi..
aksar har baat ko mazak may udha dena
hoti thi yeh tumhari ada..
aaj sochkar kuch kehna tumhari ada ban gayi...
Aksar labon ko shabdo ka saath na milna
zuban par shabdo ka aate -2 rukna
yeh ada badli toh na thi..
aaj bhi yaad hai..woh shaam jab
tum kuch kehna chahtey the ..
par woh baat zuban par aakar bhi ruk gayi
Comments