tujhey bina dekhe tujhey bina jaane
kaise main yeh jaan paati
ki kaun hai woh jo aksar meri galiyon may aaya karta hai
Mudh kar ek baar dekha toh hota
hum tumhare intezaar may hi khade the
na jaane tum ne kya socha aur
bus chal diye ..bus chal diye
Hum iss aas may ki tum kuch kehte aur
tum ki hum kuch kehte..
iss kashmakash may
na tum kuch keh paaye aur na hum
bus chal diye..chal diye
Anjane safar ek jaane ka saath de hi deta
tumhey apne honey ka ehsaas
na kuch kahan, na kuch sunna
bus chal diye bus chal diye..
Thodhi hi duri par khadhi thi woh
jo zindagi ki ladayi may aksar deti tumhara saath
lekin bina kuch dekhe bina kuch mehsoos kiye
bus chal diye bus chal diye
Uss ek nigah ke liye aaj bhi tarasti hain aakhey-2
par malum hai ki nahi samjhengi tumhari aakhein...
par yahi sochkar ki kabhi toh samjhogey..
hum chal diye bus chal diye...

Comments