1)daaman may yeh jo daag lage hain ..
kya yeh wahi hain jinhe tum aksar humse chupaatey rahe
doston se kya chupaoge
dost hote hi hain daag chipane ke liye
2)masum chehra mast nigahein
dil na le le yeh adayein
mar jaayenge yeh soch kar
ki kab hogi hum par meharbaan yeh nigahein...
3)izhar e dil kar diya toh hotha..
hamari betabi ko samjha tho hotha
nasamajh toh na the hum jo samjh na saken
nazaron se hi ishira kar diya hota
4)nazarein jo jhuki toh hum samjhey
ikraare E mohbaat kiya unhone
na samjh sake yeh Mohabat na thi
yeh tha unka istakbal humey..
5)Durian hi sahi mohabat key liye
unhey na samjh aaya
fasleon se kabhi mohabat mara karti hai???
6)haathon may tha jaam bhara chalakney ko tyaar
hosh jaise hi unhone gawaye paas hi the thaamne ko hum tyaar
7)apne aas paas ki khusboo se laga/ pairon ki aahat se humey yeh laga ki woh aa gayin hain
na samajh paaye ki yeh khushboo unki nahi unki arthi ke phoolon se aa rahi hai (pls suggesnt a suitable line here !!!))
8)hawa mein is khusboo se laga ke aap hain

Comments