Kuch Aahtein Kuch Baatein
Keh detin hain haal e dil
na shabdo ki ho zarurat
band hooth kar letein hain sab kubul
Chuppi tanhayeyon mein aksar,kuch baat kiya kartein hain
jo dooriyan akeli raaton, mein bayan kar detin hain
unki baateon may yeh aksar bayaan hota hai
Akele taa umra beet jaayegi ,
In tanhaiyon ko aapki , yaad bahut aayegi
Khamoshi ko gar tum samajh jaate
kya hota hai tanhaiye ka gum jaan jaate
na phir kehte kabhi kissi se..
ki tanhayee ke aashiyan mein tum kaise jiya kartey ho???
(u are allowed to comment n suggest changes)

Comments