tanhaiyon ke kohre may chehra jo nazar aata hai
shayad yeh wahi hai jo kabhi sapno may aaya karta hai....

Kuch waqt thehar hi jaata yeh lamha,
na jaane kisne iss kohre ko hawa dedi...

Kuch palon ka intezar ab ban gaya saalon ka
na jaane phir kab ho dedar is chehre ka..

mayusi ke is aalam may thoda sa haslon yarron
na jaane phir kab ho aisa aalam jahan ek tarf tum aur ek taraf hum hon...

Comments

Popular posts from this blog