Jab bhi tumhe dekha, chaha tumse kehna
naa jaane kaun sa lamha aate aate tham gaya..
chaha tumhey thamun apni baahon may
Naa jaane kaun sa darr jaate jaatey tham gaya..
Kaun si hai baat tum may jo sirf yehi kehti hai humey
naa jaane jaan -e -jaana woh labz labon par aatey -2 tham gaya..
bahut socha aur sochtey-2 yeh keh hi gaye..
aksar hota hai meri zindgi may mohabbat ka zikra
magar naam aapka lete lete tham gaya...

Comments
Par ek hai, agar tu isi tarah likhati rahi to woh kamyabi ka lamha aate aate kabhi nahin rukega :)